Sihaal Parmarth
Sihaal Parmarth
January 19, 2025 at 08:53 AM
Ek dil ki baat share kar raha hun Jab main chacha ji ko amritsar hospital leke gya tha unki manmani aur batmizi jo ki sahi na jaye aisa tha unke khilaf maine ek video bhi bnaya hai jo aaj daal raha hun ye har ek ki pukar hai ise ab aage leke jana apka kaam hai sudhar hona chahiye in sab chijon mein maine kya kya saha hai ye mujhe pta hai aur aage kisi ke sath aisa na ho So please share zaroor kare video ko
👍 🙏 13

Comments