We_r_Sunni
January 23, 2025 at 07:52 AM
Hazrat Abu Bakr Siddique radiyALLAHuanhu Bayan Farmate Hai
“Mene Huzoor Nabi e Kareem ﷺ Ko Dekha Aap Rukne Yamani Aur Muqam e Ibrahim Ke Darmiyan Khade Ho Kar Ye Dua Farma Rahe The Ae Mere Allah Muaviya Ke Jism Ko Aag Par Haram Farmade.”
> Tarikh Ibne Asakir Jild 25 Safah 11.📙
❤️
👍
51