DU SCHOLAR HUB
DU SCHOLAR HUB
January 31, 2025 at 11:27 AM
Asa sms aa gya hoga sare students par so jin students ne apna assignment nahi kiya wo complete kar lena 4 Feburary and 5 febuary ko ok guys Ye message sabko gya hai jinhone assignment kar liye unko bhi or jinhone nahi kiya unko bhi so ye mat sochna ki mene kar liya mujhe ku aa rha hai ye sms sabko aaya hai ok guys 👍
👍 🙏 ❤️ 😂 42

Comments