
PoetArora
February 6, 2025 at 05:20 PM
Sajakar rakh lia maine tujhe khwaab me
Thodi kasar reh gayi haqeeqat ke hisab me
Maine sab laga dia aaya kuchh nahi
Tujhpe hua hai kharch to zaaya kuch nahin
❤️
👍
😬
12