PoetArora
February 10, 2025 at 07:11 PM
Aasmaan me ye panchhi udkar kya karenge
Hum tere hain tere fir hokar kya karenge
Tune kadam badhaya nahi mai manzil chhu gaya
Muhabbat jo karni nahi to fir milkar kya karenge
❤️
💙
3