We_r_Sunni
We_r_Sunni
March 1, 2025 at 12:01 PM
Taraweeh ki namaz me padne wali ye 10 surah jinhe yaaad nai hai wo achi tarah se yaad kar le Taraweeh mein padhi jaane wali 10 surah yeh hain: 1. Surah Feel 2. Surah Quraish 3. Surah Maaun 4. Surah Kausar 5. Surah Kaafirun 6. Surah Nasr 7. Surah Lahab (Tabbat) 8. Surah Ikhlas 9. Surah Falak 10. Surah Naas
❤️ 👍 20

Comments