🌹Ya Khawaja Garib Nawaz🌹
February 27, 2025 at 07:04 AM
Assalam alaikum wa rahmatallaho wa barkatahu
🌹Subah bakhair 🌹
🌹ALLAH 🌹
Subah ki ibteda Uus Paak Parwardigar ke naam se karte hai Jis ne hamare wajood ko anmol ne'maton se nawaz kar ashraful makhluuqat jaisa buland darja ataa kiya Uus Paak zaat se meri dua hai ke aap aur aap ke gharane ko shaad o aabaad rakkhe aur har dukh pareshani se bachaye
🌹Aameen summa Aameen🌹👆🏼👍🏼
❤️
🤲
7