Guru Nanak Blessings 🙌
February 26, 2025 at 03:44 PM
*Jai Samadha* *Jai Shankar* *SANDESH: "Dharam ke har avsar pai hamara farz hai k khud k sath sath apne bachon ko bhi us utsav ke mahtav ka gyan den taake kal ko koi unhe apne dharam ke prati bheka na sake"* *Bholenaath ke darshan paake,* *Bhakton ke mann khil uthe*, *Har dukh ka naash karne*, *Shankar svayam prakat hogye.* *Aap sabhi ko Maha-Shivratri ke pawan avsar ki anekh badhaiyan aur Aashirwad!*
🙏 1

Comments