قناة عبدالله الغفاري || Abdullah Al-Gaffari
قناة عبدالله الغفاري || Abdullah Al-Gaffari
February 15, 2025 at 01:07 PM
*30 Steps to Get Ready for Ramadan (Roman Urdu) 🌙📝* 1️⃣ Qiyamul layl ka ihtimam Karen 2️⃣ Mashgooliyat Kam kardein 3️⃣ Internet ka istemal kam karain 📱💻 4️⃣ Waqt zaya karne walay cheezon se bachain ⌛️ 5️⃣ Sunnah aur Nafl namazon ka ihtimam karein 6️⃣ Allah se dua karein ke Ramadan tak pohnchain 🤲🏻 7️⃣ Acha plan tayyar karein 🗓️ 8️⃣ Fasting ki aadat daalein 9️⃣ Quran yaad karein ya phir revise karein 📖 🔟 Charity dene ki adat dal lein🎗️💰 1️⃣1️⃣ Zyada se Zyada Quran ki tilawat karein 1️⃣2️⃣ Kam khayein aur sehatmand rahein 1️⃣3️⃣ Masjid mein zyada waqt guzaarein 🕌 1️⃣4️⃣ Ramadhan Aur Eid ki Shopping jaldi khatam karein 🛒✔️ 1️⃣5️⃣ Ju roze qaza hugaye hain unhein mukammal karlein 1️⃣6️⃣ Apne bachon me sadqa dene ka jazba paida karein 1️⃣7️⃣ Dil ko paak karein 1️⃣8️⃣ Allah ka zikar zyada se zyada karein 1️⃣9️⃣ Sunan aur nawafil ki pabandi karein 2️⃣0️⃣ Kam soyein, aur qailoolah karein 2️⃣1️⃣ Ghar aur family ko Ramadan ke liye tayyar karein 🏡 2️⃣2️⃣ Haram Kamon se bachain 🚫🚭 2️⃣3️⃣ Roza rakhne ke ahkam aur masayel seekhein 2️⃣4️⃣ Raat ko dair tak na jagain 2️⃣5️⃣ Dua zyada se zyada karein 🤲🏻 2️⃣6️⃣ Apni shakhsiyat ku ba akhlaq banayen 2️⃣7️⃣ nek niyyat rakhein 🧠💡 2️⃣8️⃣ Apna waqt organize karein 🕰️ 2️⃣9️⃣ Sincere tauba karein 🕊️ 3️⃣0️⃣ Dusron ko yaad dilayein aur encourage karein 📲 https://whatsapp.com/channel/0029VaTWRV3GpLHKQYmz6W30
Image from قناة عبدالله الغفاري || Abdullah Al-Gaffari: *30 Steps to Get Ready for Ramadan (Roman Urdu) 🌙📝*  1️⃣ Qiyamul lay...

Comments