Jamiat-ul-Hasanaat
Jamiat-ul-Hasanaat
February 18, 2025 at 04:34 PM
*الاستقامة (جم کر کام کرنا)*🌹🌹🌹🌹🌹 اللہ تعالیٰ نے فرمایا: *إِنَّ الَّذِينَ قَالُوا رَبُّنَا اللهُ ثُمَّ اسْتَقَامُوا* (بے شک وہ لوگ جنہوں نے کہا ہمارا رب اللہ ہے اور پھر اس پر استقامت کی۔) (سورہ حٰم السجدہ: 30) رسول اللہ ﷺ کے غلام حضرت ثوبان رضی اللہ عنہ نے بتایا کہ نبی کریم ﷺ نے ارشاد فرمایا: ایمان پر جم جاؤ اور استقامت اختیار کرو، لیکن لگتا نہیں کہ یوں کر سکو گے۔ اور یقین رکھو کہ تمہارے دین میں بہترین چیز نماز ہے اور وضو محفوظ طریقے سے مومن ہی کر سکتا ہے۔ (صحیح ابن ماجہ: 261) --- Al-Istiqaamat (Jam Kar Kaam Karna) Allah Ta'ala ne farmaya: Innal-lazeena qaaloo Rabbunallahu summastaqaamoo (Bay shak woh log jinhu ne kaha hamara Rab Allah hai aur phir us par istiqamat ki.) (Surah Ha Meem As-Sajdah: 30) Rasool Allah ﷺ ke ghulaam Hazrat Sauban (RA) ne bataya ke Nabi Kareem ﷺ ne irshad farmaya: "Imaan par jam jao aur istiqamat ikhtiyar karo, lekin lagta nahi ke yun kar sako ge. Aur yaqeen rakho ke tumhare deen mein behtareen cheez namaz hai aur wudu mehfooz tareeke se momin hi kar sakta hai." (Sahih Ibn Majah: 261)💚🩷💜💜❤️💜🩷💚💚💚💚🩷🩷🩷
❤️ 10

Comments