
Poetry D' Love
January 31, 2025 at 04:27 AM
Jahan main ek ajnabee ban kar chala,
Zameen bhi parayi, aasman bhi juda.
Har saans ek dastaan kehlayi,
Par is dard mein bhi ek raahat samayi.