
Poetry D' Love
February 16, 2025 at 02:33 PM
Teri baaton ka noor bhi sitaron jaisa hai,
Raat bhar jale jo woh pyaaron jaisa hai,
Main bhi chamkun agar tu kare ishara,
Kismat bhi bole yeh kahani kamaal ka hai.