Mufti Asjad Raza Khan
Mufti Asjad Raza Khan
March 1, 2025 at 05:22 AM
Mubah kar dene se zakat ada nahin hogi, masalan faqir ko ba-niyyat zakat khana khila diya zakat ada nahin hui ke malik kar dena nahin paya gaya, haan agar khana de diya ke chahay khaey ya le jaey to ada ho gaee. Yun hi ba-niyyat zakat faqir ko kapra de diya ya pehna diya ada ho gaee. (Bahar-e-Shariat ba-hawala Durr-e-Mukhtar wa Radd-ul-Muhtar) *Join the Official WhatsApp Channel of Huzur Qaid-e Millat:* www.muftiasjadraza.com/join
Image from Mufti Asjad Raza Khan: Mubah kar dene se zakat ada nahin hogi, masalan faqir ko ba-niyyat zak...
❤️ 👍 💚 🌹 💐 💙 ♥️ 💕 🩵 🫀 270

Comments