Eagle Says
February 6, 2025 at 04:13 PM
🥀 Rasoolullah ﷺ ne farmaya: Jisne qibla (Khana e Ka'ba) ki taraf (mu'nh karke) thooka to qayamat ke din woh shakhs is haal me (maidaan e mahshar me) aayega ki uska thook uski aa'nkho ke darmiyaan laga hoga.
Sunan Abu Dawood - 3824
❤️
1