
Gulam E Noorie 786
March 1, 2025 at 06:44 PM
*_Taraweeh Ke Namaz_*
*_Tareeka_*
*Pahle Isha Ke Namaz Padhe*
*(4 Rakat Sunnat 4 Rakat Farz 2 Rakat Sunnat 2 Rakat Nafil)*
*Ab 2-2 Rakat Kar Ke 20 Rakat Taraweeh Ke Namaz Aada Kare.*
*Har 4 Rakat ke Bad Dua E Taraweeh Padhe.*
*Isse Tarah Taraweeh Ke 20 Rakat Mukammal*
*Uske Bad 3 Rakat Witr Or 2 Rakat Nafil Aada Kare*
*Note:-*
*1:- Taraweeh Ki Namaz Pure 30 Dino Tak Hota Hai.*
*2:- Taraweeh Ki Namaz 20 Rakat Ke Hoti Hai.*
*3:- Mard Taraweeh Ki Namaz Bajamat Bhi Padh Sakta Hai Aur Tanha Bhi Padh Sakta Hai.*
*4:- Aurat Taraweeh Ki Namaz Bajamat Qayam Karke Namaz Nhi Padh Sakte Aur Na Hi Padhwa Sakte Hai.*
*5:- Aurat Ka Jamat Qayam Karna Makrooh E Tahrimi Gunah Hai.*
*6:- Aurat Ke Liye Namaz Aur Taraweeh Ki Namaz Har Tarah Ki Namaz Tanha Padhne Jaiz Hai Afzal Hai.*
*7:-Aurat Taraweeh Ki Namaz Me Surah Fatiya Ke Bad Koi Bhi Surah Padh Sakti Hai.*
❤️
1