Sanatan yog
January 31, 2025 at 05:20 AM
Gupt Navratri sadhna :
Apna Guru mantra jaap kare, koi aur karm kand na kare, agar aap saraswati puja karte ho ghar me to sahi vidhi se Pandit ji se hi kariye, Swaraswati vidya ki devi hai, aur vidya sabhi prakar ke hai, sadhna me siddhi bhi. Satark rehe, sadhna gupt hi rakhe, guru ya guru ghar ke alavha sadhna sambandhit bate na kare janta ke sath
❤️
🙏
🪷
3