Shar'i Ahkam Sawal O Jawab Ayatullah Sistani D.Z.
Shar'i Ahkam Sawal O Jawab Ayatullah Sistani D.Z.
February 12, 2025 at 05:22 AM
سلام علیکم سوال۔ روزہ نماز مغرب سے پہلے افطار کرنا بہتر ہے یا بعد میں؟ جواب۔ مستحب ہے روزہ دار مغرب کی نماز افطار سے پہلے پڑھے، لیکن اگر کوئی شخص اس کا منتظر ہے یا غذا کی طرف زیادہ رغبت رکھتا ہو کہ جس کی وجہ سے حضور قلب کے ساتھ نماز نہیں پڑھ سکتا تو بہتر ہےکہ پہلے افطار کرے لیکن جہاں تک ممکن ہو نماز کو اس کی فضیلت کے وقت میں بجالائے۔ Salamunalaikum Q. Roza namaz e Maghrib se pahle aftar karna behtar hai ya bad me? Ans. Mustahab hai ke roza dar Maghrib ki namaz aftar se pahle parhe, lekin agar koi Insan us ka intezar kar raha ho ya khane ki taraf zeyada raghbat rakhta ho ke jis ki wajah se huzoor e qalb ke sath namaz nahi parh sakta to behtar hai ke pahle aftar kare, lekin jahan tak mumkin ho namaz ko us ki fazeelat ke waqt me parhe. Shoba e Istefta’at Daftar Numayandgai Marja e Aala e Dini Ayatullahiluzma Syed Ali Husaini Sistani d.z. Lucknow india +91 6386 399 667 Marja e Aala e Dini Ayatullahil Uzma Sayed Ali Sistani d.z. ke Muqalledeen apne shar'i sawaalat ke jawabat ke lie group join karen. https://chat.whatsapp.com/Cfpx4ZkFzVRIgkoElo8EwN https://t.me/+rraOu9-aGXoxOWI1

Comments