
Asaduddin Owaisi
February 16, 2025 at 09:54 AM
Awam ki khidmat, Majlis ki khaas pahchaan hai
Darussalam, Bharat ka ek aisa siyasi daftar hai jo saal ke 12 mahine awam ki khidmat ke liye khula rahta hai. Hamesha ki tarah aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi, AIMIM Floor Leader Janab Akbaruddin Owaisi, Majlisi Arakeen-e-Assembly wa digar zimmedaran awam ki khidmat mein masroof hain.
#aimim #asaduddinowaisi #akbaruddinowaisi #awaam #khidmat #majlis #darussalam #hyderabad #telangana
❤️
👍
😢
😮
🙏
63