Asaduddin Owaisi
February 17, 2025 at 09:55 AM
Darussalam mein Majlis ke rahnuma awaam ki khidmat mein masroof
AIMIM ka markazi daftar Darussalam mein Majlis ke numainde'n hamesha awaam ki khidmat mein haazir rahte hain. Hamesha ki tarah aaj bhi Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi, Majlisi Arakeen-e-Assembly wa digar zimmedaraan awaam ki khidmat mein masroof hain.
#aimim #asaduddinowaisi #awaam #khidmat #darussalam #hyderabad #telangana
❤️
👍
😂
😢
62