
Abde Mustafa Organisation
February 1, 2025 at 04:32 PM
Aapko kya lagta hai ke har shakhs jo 'Maslake Aala Hazrat' ka naam leta hai wo waqai mein wafadaar hai?
Hoshyaar ho jaayein!
Log 'Maslake Aala Hazrat' ka naam le kar dhoka de rahe hain,
Jinhone aaj tak Aala Hazrat ki ek kitab tak nahin padhi wo bhi apni gumrahi bhari baato ko 'Maslake Aala Hazrat' ka naam de rahe hain!!!
Dekha jaa raha hai ke 'Sahaba' par aitrazaat karne waale bhi khud ko Maslake Aala Hazrat ka wafadaar keh rahe hain
Allah ta’ala humein aise logon ke makro fareb se bachaye
❤️
🤲
8