
taqwa squad✍🏻✨🫀
February 19, 2025 at 08:25 PM
Ek din tumhein ehsaas hoga ke namaz neend se behtar thi, magar tum so gaye. Or Quran padhna tumhein tasalli de raha tha, magar tumne usse chhod diya. Or Allah ka zikr tumhare din mein barkat badha raha tha, magar tum sust rahe. Or maghfirat maangna tumhare rizq mein izafa kar raha tha, magar tumne use nazarandaz kar diya. or tahajjud tumhare dil ko sukoon de raha tha, magar tumne use chhod diya. Or tauba ka darwaza hamesha khula tha, magar tumne usse taal diya.
Masla ye hai ke tum samajhte ho ke tumhare pass waqt hai, magar jab tumhein ehsaas hoga ke zindagi kitni chhoti hai, ya tumne kitna waqt zaya kar diya hai, or maut tumhare kitne qareeb hai, to tum kabhi bhi pehle jaise nahi rahoge.🥺💔
❤️
2