Global Care Foundation
Global Care Foundation
February 7, 2025 at 08:35 AM
Global Care Foundation (NGO) Ki Muft Kanooni Sahayata Kya Aap Ho Kanooni Pareshani Se Pareshaan ? Hamare Pass Apke liye hai Behtareen Hal Hamari Khidmat Apke Liye : 1. 🏛️ Sampatti Vivaad: Aapki zameen aur jaydaad ke vivaad ab aur nahi! Aaj hee mulaqat kijiye humse aur paaiye aises cases ke uljhan se raahat 2. ⚖️ Aapraadhik Maamle: Aapradhik case mein fase hain? Hamare wakeel ke zariye us case ka hal paaiye 3. 👨‍👩‍👧‍👦 Parivaarik Samasyaayein: Parivarik jhagde aur vivaadon ka samadhan! Parivarik samasyaon ka turant hal. 4. 💔 Gharelu Hinsaa: Gharelu hinsaa se pareshan hain? Turant iske liye sahayata paaye Yakeen Nahi Ho Raha? Hamare Muft Kanooni Sahayata *Mumbra Clinic* mein aayein aur turant sahayata paye. Muft kanooni salaah ke liye Mumbra mein aaj hi humse or hamare wakeel se milen. Wakeel Se Milne Ka Din aur Samay: Har *Friday* shaam 5 se 7 baje tak *Address: Anjuman dard mandane talim -O- tarakki trust Old Nasheman Colony Room no.D 03 Ground Floor Masjid E Ishaqiya Ke Pass Kausa, Mumbra Thane - 400612* Muft Kanooni Salah ke liye aaj hee Phone karein: 📱 8652025991

Comments