Ek Qadam Imam E Zaman Ki Aur
Ek Qadam Imam E Zaman Ki Aur
May 27, 2025 at 06:05 PM
Imam e Muhammad Taqi (a) ki mazlumana shahadat Syed majeed bani fatima Imam e Muhammad Taqi (a) jo jawad ul aimma (a) ke laqab se ma'aruf hain aaftab e imamat ke 9we chirag hain aap ne 17 saal imamat ke faraez anjam diye or 25 saal ki umar mai mazlumana tariqe se shaheed hue.. shia aimma (a) mai aap sab se kam umar mai shahadat par faez hue
Image from Ek Qadam Imam E Zaman Ki Aur: Imam e Muhammad Taqi (a) ki mazlumana shahadat   Syed majeed bani fati...
😭 😢 💔 ❤️ 🥹 69

Comments