Mustafa Jaane Rehmat ﷺ NETWORK
Mustafa Jaane Rehmat ﷺ NETWORK
May 18, 2025 at 06:20 AM
*Namaz ki Sunnatein aur unki tafseelaat:* *3)* Aurton ko mondhon tak donon haathon ko uthana *4)* Hatheliyon aur ungliyon ke pet Qible ki taraf rakhna *5)* Haathon ki ungliyon ko apne haal par rehne dena na khoob kushada karna na aapas mein mili hui rakhna *6)* Takbir kehte waqt sar na jhukana balki seedha rakhna Continue..... *📕 MASAIL-e-SAJDA-e-SAHW*
❤️ 1

Comments