Mustafa Jaane Rehmat ﷺ NETWORK
Mustafa Jaane Rehmat ﷺ NETWORK
May 29, 2025 at 06:36 AM
*Namaz ki Sunnatein aur unki tafseelaat:* *18)* Eidain ki Takbir E Tahreema ke b'ad Imam aur muqtadi ko sana' padhna aur takbiraat e waajiba ke b'ad y'ani pehli rak'at ki chauthi takbir ke b'ad sirf Imam ka T'auuz aur Tasmiyah padhna *19)* Surah Fatiha khatm hone par Aameen kehna aur Aameen aahista kehna *20)* Pehli rak'at ke b'ad har rak'at ko Bismillah padh kar shuru' karna Continue..... *📕 MASAIL-e-SAJDA-e-SAHW*
👍 1

Comments