
๐๐๐๐_๐๐ข-๐๐๐๐๐๐๐
June 11, 2025 at 03:13 AM
๐นAssalam alaikum wa Rahmatullah wa barkatahu๐น
Sajde ki sab se badi khoobsurati ye hai ke zameen se ki jaanewaali sargoshi aasmaanon par guunjti hai. Uus wahdahu laa shareek se duaa hai, hum sab ko hamesha pakeeza aur baaizzat rakkhe aur hum sab ko namaz qayam karne ki taufeeq ataa kare Apni raazi mein baarazaa ho
๐นAameen Ya Rabbul Aalameen๐น๐๐ผ๐๐ผ
โค๏ธ
๐
๐คฒ
๐ญ
8