𝐃𝐄𝐄𝐍_𝐊𝐢-𝐁𝐀𝐀𝐓𝐄𝐈𝐍
𝐃𝐄𝐄𝐍_𝐊𝐢-𝐁𝐀𝐀𝐓𝐄𝐈𝐍
June 12, 2025 at 01:24 AM
🌹Assalam alaikum wa rahmatallaho wa barkatahu🌹 🌹Subah bakhair zindagi🌹 Aye ALLAH Paak har pareshan haal ko qarar ataa farmaa. ALLAH har beemar ko shifaa kamila aajila ataa farmaa sahee raah ke saath panah ataa farmaa. Hum sab ko Apni Raza mein raazi rahne ki taufeeq ataa farmaa. Tere zaat wa sifaat par kaamil yaqeen ataa farmaa hamari nek tamannaye hasrate wa muraade qabool farmaa 🌹Aameen ya Rabbul Aalameen🌹👆🏼👍🏼
❤️ 🤲 8

Comments