
Syed Shoaib Miya Bareilly Sharif
June 14, 2025 at 06:27 PM
بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول اللهﷺ
Hazrat e Jabir رضي الله عنه se riwayat hai Huzoor Nabi e Kareem ﷺ ki khidmat e aqdas mein ek shakhska janaza laaya gaya ke Aap ﷺ uski namaz e janaaza padhaye RasoolAllah ﷺ ne uss shakhs ki
namaz e janaaza padhne se inkaar farmaya Sahaba e kiram ne arz kiya YaaRasoolAllah! ﷺ humne aapko isse pehle kisiki namaz e janaaza tark farmate huwe nahi dekha HuzoorSayyed e Aalam ﷺ irshad farmate haiñ yeh shakhs Usman e Gani رضي الله عنه se bugzrakhta tha Allah Ta'ala ne iss shakhs ko sakth na pasand farmaya.
#tirmizi Shareef Abwaab ul Munaaqib Hadees No. 3709
❤️
❤️🩹
👍
🫀
9