Shar'i Ahkam Sawal O Jawab Ayatullah Sistani D.Z.
Shar'i Ahkam Sawal O Jawab Ayatullah Sistani D.Z.
May 25, 2025 at 04:41 AM
سلام علیکم سوال۔ کچھ افراد ہاتھ دیکھ کر یا کسی اور چیز کے ذریعہ انسان کے مستقبل کے بارے میں بتاتے ہیں کیا یہ جایز ہے؟ جواب۔ ایسی پیشنگوئی کوئی اعتبار نہیں رکھتی اور اسے بھی یقین کے ساتھ کوئی بات نہیں کہنی چاہیے اور دوسرے بھی جب تک کوئی شرعی یا عقلی حجت نہ ہو ان چیزوں کو اہمیت نہ دیں۔ Salamunalaikum Q. Kuchh log hath dekh kar ya kisi aur cheez ke zariye insan ke future ke bare me batate hai keya ye jayez hai? Ans. Aisi peshengoee koi etebar nahi rakhti aur use bhi yaqeen ke sath koi bat nahi kahni chahie, aur dosre bhi jab tak koi shar'i ya aqli hujjat na ho un cheezon ko ahmiyet na den. Shoba e Istefta’at Daftar Numayandgai Marja e Aala e Dini Ayatullahiluzma Syed Ali Husaini Sistani d.z. Lucknow india +91 6386 399 667 Marja e Aala e Dini Ayatullahil Uzma Sayed Ali Sistani d.z. ke Muqalledeen apne shar'i sawaalat ke jawabat ke lie group join karen. https://chat.whatsapp.com/Cfpx4ZkFzVRIgkoElo8EwN https://t.me/+rraOu9-aGXoxOWI1

Comments