
Shar'i Ahkam Sawal O Jawab Ayatullah Sistani D.Z.
May 28, 2025 at 04:00 AM
سلام علیکم
جواد الائمہ امام محمد تقی علیہ السلام کی شہادت پر امام زمانہ عجل اللہ فرجہ الشریف کی خدمت میں تعزیت پیش کرتے ہیں۔
سوال۔ گناہ کے سفر میں نماز روزے کا کیا حکم ہے؟
جواب۔ نماز مکمل پڑھے اور روزہ بھی رکھے گا۔ البتہ اگر گناہ کا ارادہ ترک کر دے تو نماز قصر ہوگی۔
Salamunalaikum
Imam Mohammad Taqi a.s. ki shahadat par Imam Zamana a.j. ki khidmat me taziyet pesh karte hai.
Q. Gunah ke safar me namaz roze ka keya hukm hai?
Ans. Namaz mukammal parhe aur roza bhi rakhega. Albatta agar gunah ka erada chhorh de to namaz qasr ho gi.
Shoba e Istefta’at Daftar Numayandgai Marja e Aala e Dini Ayatullahiluzma Syed Ali Husaini Sistani d.z.
Lucknow india
+91 6386 399 667
Marja e Aala e Dini Ayatullahil Uzma Sayed Ali Sistani d.z. ke Muqalledeen apne shar'i sawaalat ke jawabat ke lie group join karen.
https://chat.whatsapp.com/Cfpx4ZkFzVRIgkoElo8EwN
https://t.me/+rraOu9-aGXoxOWI1