
One ☝️ Muslim Ummah
June 21, 2025 at 01:59 AM
💡 Maut ki tayyari:
1. Tawbah aur Istighfar – Har roz apne gunahon ki maafi maangna.
2. Namaz ki pabandi – Farz namaz ko waqt par ada karna.
3. Haqooq-ul-Ibaad ka khayal – Kisi ka haq na marna, maafi maang lena.
4. Sadqa, khairaat, aur nek amal – Aakhirat ke liye investment.
5. Ilm hasil karna aur doosron tak pahunchana – Sadaqa-e-Jaariyah banana.
