Salaf Academy
June 20, 2025 at 06:53 PM
Sheikh-ul-Islam Ibn Taymiyyah (Rahimahullāh) farmate hain:
*Yahood o Nasara ko Rawafiz (Shia) par do khaslaton ki wajah se fazilat hasil hai:*
Yahoodiyon se poocha gaya: “Tumhari millat aur ummat ke sabse behtareen log kaun hain?”
Yahoodiyon ne jawab diya: “Moosa (alaihis salatu wassalam) ke saathi (ashaab).”
Nasara se poocha gaya: “Tumhari ummat ke sabse behtareen log kaun hain?”
Nasara ne jawab diya: “Eesa (alaihis salatu wassalam) ke saathi (hawari).”
Rawafiz se poocha gaya: “Tumhari ummat ke sabse badtareen log kaun hain?”
Rawafiz ne jawab diya: “Sahaba-e-Kiram (radiyallahu anhum ajma'een) – ye log is ummat ke sabse badtareen log hain (na'uzubillah).”
Unhein (Rawafiz ko) Sahaba-e-Kiram ke liye maghfirat ki du'a karne ka hukm diya gaya, to inhon ne unhein gaaliyan dena shuru kar diya...
Imam Sha'bi (Rahimahullāh) ne farmaya: "Agar Shia janwaron mein hote to gadhe hote."
[Minhaj-us-Sunnah an-Nabawiyyah (1/27)]
Abu Ahmad Kaleem-ud-Deen Yousuf
Jamia Islamiyyah, Madinah Munawwarah
Romanised: Salaf Academy
Follow the Salaf Academy channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029Va9LycrCxoAo47AQcz3A
👍
❤️
💯
😢
‼️
❎
🎯
😔
😮
19