
DAR UL HUDA UDUPI
June 17, 2025 at 07:54 AM
*Rozana Islami Quiz mein hissa lijiye!*
Seekhiye, Jawab dijiye — aur jeetiye inaam!
Markaz Darul Huda Udupi ki website par roz naye sawalat — ilm bhi milega aur inaam bhi!
*Aur aaj ke sawalaat hain:*
*17/06/2025*
1️⃣ : Rishte kis wajah se toot jaate hain?
2️⃣ : "Rabbi shrah li sadri, wa yassir li amri, wahlul uqdatan min lisani, yafqahu qawli" – yeh dua kis Nabi ne ki thi?
3️⃣ : Kya koi aisi dua mojood hai jis ke zariye hum apne maslay ko mo’assar andaaz mein pesh karne ki Allah Ta’ala salahiyat ata karta hai?
*👇 Abhi jawab dein:*
🔗 https://darulhudaudupi.org/quiz