Ek Qadam Imam E Zaman Ki Aur
Ek Qadam Imam E Zaman Ki Aur
June 17, 2025 at 05:53 AM
Jab General Hajizadeh se poocha gaya: “Kya aap ne kabhi apne mansab se zaati fayda uthaya he?” To unhon ne heraan kun jawab diya: “Haan! Maine apne mansab se faida utha kar apne bade bete ko Syeda Zainab (s.a) ke difa ke liye bhej diya… Jab wo wapas aaya… To Syeda (s.a) ki raah mein tukray tukray ho kar palta.” 💔 Yeh hai asli wafadari, Jo sirf alfaazon tak mehdood nahi hoti, Yeh hai wo qurbani jo apne jigar ka tukda bhi raah-e-Khuda mein pesh kar deti hai. Ek Qadam Imam e Zamana Ki Aur https://whatsapp.com/channel/0029Va9rWC65K3zOd0EsD73P/1272
❤️ 😢 😭 🥹 👍 🤲 💔 🙏 93

Comments