
Tคlımun🅽𝖎𝖘𝖆💎𝕮𝖔𝖒𝖒𝖚𝖓𝖎𝖙𝖞💎
June 15, 2025 at 12:30 AM
الْحَمْدُ لِلّٰہِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Alhamdu lillaahil-ladhee 'ahyaanaa ba'da maa amaatanaa wa'ilayhin-nushoor
Har qism ki tareef Allah ta'la k liye hai jisne hme maut dene k bad zindgi di aur usi ki taraf sbko Jana hai
˚°⌣̊┈̥ -̶̯͡💓🌹💓┈┈┉
┆ HADEETH
┆
˚°⌣̊┈̥ -̶̯͡💓🌹┈┈
🌅 15 Jun 2025
*Sunday*
RasoolAllahﷺ ne irshad farmaya:
Kya tum mein se Koi shakhs is baat se aajiz hai ke ek raat mein tihayi Qur'an pdh liya kare? Sahaba ne arz kiya: ek raat mein tihayi Qur'an koi kaise pdh sakta hai? Nabi Kareem ﷺ ne irshad farmaya: " Qul huwal-laahu ahad" tihayi Qur'an ke barabar hai.
[Muslim]
❤️
👍
❤
♥
✨
🤲
🫀
48