Mufti Wasim Akram Razavi
Mufti Wasim Akram Razavi
February 13, 2025 at 07:26 AM
Aaj ki raat shabe baraat hai, ALLAH paak ki khoob ibadat karen balke aaj asr ki namaaz hi se ho sake to kisi masjid me etekaaf kar len. Haan yaad rakhen shaitaan ka kaam logon ko ALLAH paak ki ibadat se rokna hai uske lie wo nae nae tareeqe lata rahta h uski baat me aakar apna waqt barbaad na karen. Apna uthna baithna insano ke sath rakhen, shaitaan k saath apne rabte rakhenge to aap se ibadat karne me bhi daleel mangega.😊
❤️ 👍 😂 🇳🇵 🩵 💚 💯 😊 🙏 88

Comments