
Jamat Raza E Mustafa, southzone mum
February 26, 2025 at 11:00 AM
Malik nisab hone se murad yeh hai ke us shakhs ke paas 7.5 tolay sona, ya 52.5 tolay chandi, ya utni maaliat ki raqm, ya utni maaliat ka maal-e-tijarat ya utni maaliat ka haajat-e asliya (yani zarooriyat-e-zindagi) se zayed saman ho. Nisab ka chaaliswan hissa (yani 2.5%) zakat ke taur par dena hoga. (Fatawa Amjadiya, Bahar-e-Shariat ba-hawala Alamgiri, Durr-e-Mukhtar wa Radd-ul-Muhtar)
*Join the Official WhatsApp Channel of Huzur Qaid-e Millat:* www.muftiasjadraza.com/join

❤️
👍
24