تفسیر احسن البیان
تفسیر احسن البیان
February 12, 2025 at 04:25 AM
*❇SURAH AL-BAQARAH❇* ✨أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ 💧وَإِذَا قِيلَ لَهُمْ لَا تُفْسِدُوا۟ فِى ٱلْأَرْضِ قَالُوٓا۟ إِنَّمَا نَحْنُ مُصْلِحُونَ *🔹Aur jab Un sey kaha jaata Hai key Zameen Mein Fasaad Na karo,to jawaab Detey Hain key Hum to Sirf islaah karney waley Hain.* 🍁Aayat:11 💧أَلَآ إِنَّهُمْ هُمُ ٱلْمُفْسِدُونَ وَلَٰكِن لَّا يَشْعُرُونَ *🔹Khabardaar Ho! Yaqinan Yahi Log Fasaad karney Waley Hain, Lekin sha'oor (samajh) Nahi Rakhtey.* 🍁Aayaat:12

Comments