
Koyal
March 1, 2025 at 02:25 PM
๐ ๐๐ฎ ๐ด๐ฎ๐๐ฎ ๐ต ๐ฎ๐ฏ ๐ฅ๐ฒ๐ต๐บ๐ฎ๐๐ผ๐ผ๐ป ๐ผ๐ฟ ๐๐ฎ๐ฟ๐ธ๐ฎ๐๐ผ๐ป ๐๐ต๐ฎ๐ฟ๐ฎ ๐ ๐ฎ๐ต๐ถ๐ป๐ฎ! โจ
๐ฅ๐ฎ๐บ๐ฎ๐ฑ๐ฎ๐ป-๐๐น-๐ ๐๐ฏ๐ฎ๐ฟ๐ฎ๐ธ!!
Chand nazar aate hi roshniyon ka ek naya safar shuru hota hai. ๐๐ Ramadan sirf rozon ka naam nahi, balki dilon ko jodne, maaf karne aur duaon se zindagi roshan karne ka mahina hai. ๐คฒโจ Is mubarak mahine mein koyal k sath apna rohaazi safar shuru kren, mohabbat bantain aur nekiyon ka safar tay karein.
Koyal ki taraf se aap sab ko Ramadan Mubarak! ๐ซ Allah is mahine ki har rehmat aur barkat hum sab ko naseeb kare, Ameen! ๐๐
#ramadanmubarak #koyal #barkatonkamahina #duaonkiroshni #ramadankareem #ramadanulmubarak2025 #ramadanulkareembro
โค๏ธ
1