Koyal WhatsApp Channel

Koyal

68 subscribers

About Koyal

Koyal is among the top music streaming channel in Pakistan, promoting regional and folk music through its platform. Koyal offers you free, unlimited access to over millions of folk songs, trending dramas, short videos, movies and more of the active playlists that attract you. Stream online and download them in 9+ different languages of Pakistan, including: Sindhi, Saraiki, Punjabi, Pashto, Balochi, Hindko and Urdu.

Similar Channels

Swipe to see more

Posts

Koyal
Koyal
6/13/2025, 12:02:25 PM

🎶 𝐃𝐚𝐦𝐚𝐧 𝐁𝐚𝐜𝐡𝐚 – 𝐌𝐮𝐦𝐭𝐚𝐳 𝐌𝐨𝐥𝐚𝐢 | 𝐆𝐮𝐥𝐚𝐚𝐛 | 𝐓𝐡𝐚𝐫 𝐏𝐫𝐨𝐝𝐮𝐜𝐭𝐢𝐨𝐧 🎶🎶🎶 Dil di pukar, mohabbat da intezar – Daman Bacha ch ae sab kujh ae! Mumtaz Molai te Gulaab di soulful awaaz vich ae naghma ik ehsaas ae, jithe mohabbat di mehak ae te judai da dard vi. Je tusi vi pyaar ch kise da daman bachaun di koshish kiti ae, taan eh geet tuhade dil nu choo jaega. 🎧 Suno hun Koyal.pk te 💬 Comment karo: Tuhanu sab to zyada keda verse feel hoya?

Video
Koyal
Koyal
6/13/2025, 7:11:27 AM

𝐉𝐮𝐦𝐦𝐚 𝐊𝐚 𝐃𝐢𝐧 𝐀𝐮𝐫 𝐃𝐮𝐫𝐨𝐨𝐝 𝐊𝐢 𝐁𝐚𝐫𝐤𝐚𝐭 – 𝐄𝐢𝐤 𝐈𝐦𝐚𝐚𝐧 𝐀𝐟𝐫𝐨𝐳 𝐓𝐨𝐡𝐟𝐚 Har Jumma, rehmaton aur barkaton ka eik naya moqa hota hai aur is din Durood Shareef ka parhna sabsei muqaddas amal hai. 𝐊𝐨𝐲𝐚𝐥 𝐀𝐩𝐩 is safar mein aapka digital dost ban gaya hai. Islam mein Jumma ka din eik azeem fazilat wala din mana jata hai. Yeh woh waqt hai jab musalman duniya bhar mein ibadat aur zikr mein masroof hote hain, aur apne Rab ka qurb hasil karne kay liye khaas ibadat krte hain. Abu Umamah Al-Bahili bayaan krte hain kay Muhammad (ﷺ) ne farmaya: “𝐈𝐧𝐜𝐫𝐞𝐚𝐬𝐞 𝐭𝐡𝐞 𝐬𝐞𝐧𝐝𝐢𝐧𝐠 𝐨𝐟 𝐛𝐥𝐞𝐬𝐬𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐮𝐩𝐨𝐧 𝐦𝐞 𝐨𝐧 𝐅𝐫𝐢𝐝𝐚𝐲, 𝐟𝐨𝐫 𝐭𝐡𝐞 𝐛𝐥𝐞𝐬𝐬𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐨𝐟 𝐦𝐲 𝐟𝐨𝐥𝐥𝐨𝐰𝐞𝐫𝐬 𝐚𝐫𝐞 𝐩𝐫𝐞𝐬𝐞𝐧𝐭𝐞𝐝 𝐭𝐨 𝐦𝐞 𝐞𝐯𝐞𝐫𝐲 𝐅𝐫𝐢𝐝𝐚𝐲. 𝐖𝐡𝐨𝐞𝐯𝐞𝐫 𝐬𝐞𝐧𝐝𝐬 𝐭𝐡𝐞 𝐦𝐨𝐬𝐭 𝐛𝐥𝐞𝐬𝐬𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐮𝐩𝐨𝐧 𝐦𝐞 𝐢𝐬 𝐭𝐡𝐞 𝐜𝐥𝐨𝐬𝐞𝐬𝐭 𝐭𝐨 𝐦𝐞 𝐢𝐧 𝐬𝐭𝐚𝐭𝐮𝐬.” Durood Shareef na sirf eik ibadat hai, balkay yeh Allah Ta’ala ka wo paighaam hai jo Quran mein bhi baray wazeh andaaz mein aya: “𝐈𝐧𝐝𝐞𝐞𝐝, 𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡 𝐬𝐡𝐨𝐰𝐞𝐫𝐬 𝐇𝐢𝐬 𝐛𝐥𝐞𝐬𝐬𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐮𝐩𝐨𝐧 𝐭𝐡𝐞 𝐏𝐫𝐨𝐩𝐡𝐞𝐭, 𝐚𝐧𝐝 𝐇𝐢𝐬 𝐚𝐧𝐠𝐞𝐥𝐬 𝐩𝐫𝐚𝐲 𝐟𝐨𝐫 𝐡𝐢𝐦. 𝐎 𝐛𝐞𝐥𝐢𝐞𝐯𝐞𝐫𝐬! 𝐈𝐧𝐯𝐨𝐤𝐞 𝐀𝐥𝐥𝐚𝐡’𝐬 𝐛𝐥𝐞𝐬𝐬𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐮𝐩𝐨𝐧 𝐡𝐢𝐦, 𝐚𝐧𝐝 𝐬𝐚𝐥𝐮𝐭𝐞 𝐡𝐢𝐦 𝐰𝐢𝐭𝐡 𝐰𝐨𝐫𝐭𝐡𝐲 𝐠𝐫𝐞𝐞𝐭𝐢𝐧𝐠𝐬 𝐨𝐟 𝐩𝐞𝐚𝐜𝐞.” (𝐒𝐮𝐫𝐚𝐡 𝐀𝐥-𝐀𝐡𝐳𝐚𝐛: 𝟓𝟔) Jumma ka din woh waqt hai jab Musalmaano par Allah ki rehmat aur barkat ka nazool hota hai. Is din Durood Shareef ki qirat har dil mein sukoon daalti hai. Is amal kay zariye insan na sirf apne gunahon ki maafi ki dua karta hai, balkay apni qismat mein khair aur barakat bhi talab karta hai. Jumma kay din eik qeemti ghari aati hai jisme ki har dua qubool hoti hai. Ghar ho ya masjid, tanha ho ya mehfil, Jumma kay din Durood 0 Salam ki awaaz har taraf goonj rhi hoti hai. Ye wo amal hai jo duniya mein sukoon aur aakhirat mein shafaat ka sabab ban sakta hai. 𝐊𝐨𝐲𝐚𝐥 𝐀𝐩𝐩 par aap 𝐃𝐮𝐫𝐨𝐨𝐝-𝐞-𝐈𝐛𝐫𝐚𝐡𝐢𝐦𝐢 ho ya 𝗗𝘂𝗿𝗼𝗼𝗱-𝗲-𝗧𝗮𝗷, sab kuch aapkay fingertips par mukhtalif Quraa aur mashhoor Naat Khuwan ki awazon mein sun saktay hain. Abhi 𝐊𝐨𝐲𝐚𝐥 𝐀𝐩𝐩 download karein aur diye gae link par click karein. https://koyal.pk/track/durood-e-ibhrahimi-105407, https://koyal.pk/track/durood-shareef-119591, https://koyal.pk/track/durood-un-par-salam-un-par-61353 𝗝𝘂𝗺𝗺𝗮 𝗠𝘂𝗯𝗮𝗿𝗮𝗸!

Post image
Image
Koyal
Koyal
6/14/2025, 4:29:01 PM

Eid-e-Ghadeer Mubarak! 🌟 The day when truth was declared and leadership was entrusted. On this sacred occasion, we remember the moment the Prophet (PBUH) said, '𝐌𝐚𝐧 𝐊𝐮𝐧𝐭𝐨 𝐌𝐚𝐮𝐥𝐚, 𝐅𝐚 𝐇𝐚𝐳𝐚 𝐀𝐥𝐢-𝐮𝐧 𝐌𝐚𝐮𝐥𝐚' — ‘𝐖𝐡𝐨𝐦𝐬𝐨𝐞𝐯𝐞𝐫 𝐈 𝐚𝐦 𝐌𝐚𝐬𝐭𝐞𝐫 𝐨𝐟, 𝐀𝐥𝐢 𝐢𝐬 𝐡𝐢𝐬 𝐌𝐚𝐬𝐭𝐞𝐫.’ May the spirit of loyalty, justice, and faith guide our hearts always. 💚 Celebrate this Eid with love, light, and the message of Ghadeer.

Post image
Image
Koyal
Koyal
6/13/2025, 6:44:11 PM

🌅 𝗔𝘁𝗵𝗸𝗮𝗿 𝗠𝗼𝗿𝗻𝗶𝗻𝗴 – 𝗠𝗶𝘀𝗵𝗮𝗿𝘆 𝗛𝘂𝘀𝘀𝗲𝗻 𝗔𝗹𝗷𝗮𝗻𝗳𝗮𝘀𝘆 𝗷𝗶 𝗽𝘂𝗿-𝘀𝘂𝗸𝗼𝗼𝗻 𝗮𝘄𝗮𝗮𝘇 𝗺𝗲𝗶𝗻 𝘀𝘂𝗯𝗮𝗵 𝗷𝗼 𝗿𝗼𝗼𝗵𝗮𝗻𝗶 𝗮𝗴𝗵𝗮𝗮𝘇.. Din jo aaghaz Allah ji yaad saan karo, sukoon, barkat ain rehmat hasil karo. Athkar Morning sabhani laay hik roohani toufa aa. 🕋 Now streaming on all platforms 💬 Share karo: Subah ji pehli dua chha aa jo tun sada padhen tho?

Video
Koyal
Koyal
6/13/2025, 4:52:53 AM

💘 𝐃𝐈𝐋𝐁𝐀𝐑 – 𝐀𝐳𝐡𝐚𝐫 𝐀𝐥𝐢 𝐝𝐢 𝐚𝐰𝐚𝐚𝐳 𝐯𝐢𝐜𝐡 𝐢𝐤 𝐩𝐲𝐚𝐫 𝐛𝐡𝐚𝐫𝐢 𝐝𝐚𝐬𝐭𝐚𝐚𝐧, 𝐣𝐨 𝐝𝐢𝐥 𝐜𝐡 𝐯𝐚𝐬 𝐣𝐚𝐚𝐧𝐝𝐢 𝐚𝐞!! Eh geet mohabbat de sunehre lamheyan nu zinda karda ae – jithon har lafz, har sur sirf Dilbar nu pukarda ae. 🎧 DILBAR now streaming on Koyal.pk 💬 Comment karo: Tuhada sab ton yaadgar pyar keda si?

Video
Koyal
Koyal
6/13/2025, 6:45:02 PM

𝗔𝘁𝗵𝗸𝗮𝗿 𝗘𝘃𝗲𝗻𝗶𝗻𝗴 – 𝗠𝗶𝘀𝗵𝗮𝗿𝘆 𝗛𝘂𝘀𝘀𝗲𝗻 𝗔𝗹𝗷𝗮𝗻𝗳𝗮𝘀𝘆 𝗷𝗶 𝗽𝘂𝗿-𝘀𝘂𝗸𝗼𝗼𝗻 𝗮𝘄𝗮𝗮𝘇 𝗺𝗲𝗶𝗻 𝘀𝗵𝗮𝗮𝗺 𝗷𝗼 𝗿𝗼𝗼𝗵𝗮𝗻𝗶 𝘀𝗮𝗮𝘁𝗵𝗶. Din jo ikhtitam Allah ji yaad saan – dil laay sukoon, rooh laay rahat. Shaam ji dua’aun saa bharpur ye Athkar, har moomin laay zaroori aa. 📿 Ghar mein sukoon chahiyen? Roz shaam jo aghaaz Athkar Evening saan karo. 🎧 Listen now & feel the calm. 💬 Share karo: Tunha shaam mein sabni laay chha dua ghoor thi padho?

Video
Koyal
Koyal
6/15/2025, 8:14:38 AM

𝐌𝐞𝐫𝐞 𝐁𝐚𝐛𝐚: 𝐅𝐚𝐫𝐚𝐳 𝐍𝐚𝐲𝐲𝐚𝐫 𝐊𝐚 𝐄𝐢𝐤 𝐉𝐚𝐳𝐛𝐚𝐚𝐭𝐢 𝐒𝐚𝐥𝐚𝐚𝐦 𝐇𝐚𝐫 𝐖𝐚𝐥𝐢𝐝 𝐊𝐚𝐲 𝐍𝐚𝐚𝐦 𝐅𝐚𝐭𝐡𝐞𝐫’𝐬 𝐃𝐚𝐲 par dil ko chu lenay wala kalaam 𝐌𝐞𝐫𝐞 𝐁𝐚𝐛𝐚 har betay aur beti kay jazbaat ka aaina hai. Woh haath jo humaray liye dua ko uthtay hain, woh aankhein jo humari khushi mein chamakti hain, woh qadam jo har mushkil mein hamesha saath chaltay hain. 𝐁𝐚𝐚𝐩 ka rishta sirf eik taluq nahi, eik saaya hai, eik rehnuma hai. Baap sei muhabbat kay izhar kay liye beshaq eik din naqafi hai lekin𝐅𝐚𝐭𝐡𝐞𝐫’𝐬 𝐃𝐚𝐲 sirf eik din nahi, eik moqa hai jab hum apne walid ki mohabbat, qurbani aur bepanah support ko salam karte hain. Isi jazbaat ko eik dil se chu lenay wale kalaam “𝐌𝐞𝐫𝐞 𝐁𝐚𝐛𝐚” mein 𝐅𝐚𝐫𝐚𝐳 𝐍𝐚𝐲𝐲𝐚𝐫 ne rang diya hai jo is waqt Koyal App par sun’nay walon kay dil mein bas chuka hai. Faraz Nayyar ki awaaz mein ese dard aur shukriya ka izhar hai jo har shakhs kay dil ko chu jata hai. “𝐌𝐞𝐫𝐞 𝐁𝐚𝐛𝐚” sirf eik naghmay ka naam nahi, eik jazba hai, woh lamha hai jab aap ko apne walid ki yaad aajae, unki baton ka asar mehsoos ho, aur dil bhar aaye. Is gaanay ka har misra eik beti ya betay ki dil se nikli sada lagti hai. Agar aapkay walid duniya mein hain, to unhein gale lagaein, unki izzat karein, unka dil na dukhaein aur yaad rakhein kay baap kay ehsaanat kabhi faramosh nhi kiye jaskte. Aur agar woh is duniya mein nahi, tou unki qabar par jaein, unki maghfirat, akhirat mei asaani aur issal-e-sawab kay liye dua karein. Baap ki moujoodgi, Duaon Ka Saaya, Kalaam “𝐌𝐞𝐫𝐞 𝐁𝐚𝐛𝐚” Ka Har Lafz Aapkay Jazbaat Ko Chu Jaye. 𝐅𝐚𝐭𝐡𝐞𝐫’𝐬 𝐃𝐚𝐲 par Koyal eik khaas song kay zariye walidain ko eik jazbaati paighaam phoncha raha hai. Song ki lyrics sirf izhaar nahi balkay eik jazbaati ehsaas hai jahan eik beti ya betay ki mehsoosaat ko Faraz Nayyar ne apni awaaz mein dhala hai. Abhi Koyal App download karein, diye gae link https://koyal.pk/track/mere-baba-38723 par Faraz Nayyar ka yeh song high quality mein, full emotional effect kay saath available hai. Aap chahen to ise WhatsApp par share karen, Instagram par dedicate karen ya sirf apne dil mein mehsoos karein. 𝐊𝐨𝐲𝐚𝐥 – 𝐇𝐚𝐫 𝐉𝐚𝐳𝐛𝐚𝐚𝐭 𝐊𝐨 𝐀𝐰𝐚𝐚𝐳 𝐃𝐞𝐭𝐚 𝐇𝐚𝐢

Post image
Image
Koyal
Koyal
6/14/2025, 4:29:42 PM

𝐄𝐢𝐝-𝐄-𝐆𝐡𝐚𝐝𝐞𝐞𝐫 𝐌𝐮𝐛𝐚𝐫𝐚𝐤: 𝐌𝐮𝐧 𝐊𝐮𝐧𝐭𝐮 𝐌𝐚𝐮𝐥𝐚, 𝐅𝐚 𝐇𝐚𝐳𝐚 𝐀𝐥𝐢𝐮𝐧 𝐌𝐚𝐮𝐥𝐚 18 Zilhajj ko manai jane wali Eid-e-Ghadeer Islami Riwayat mei bht ehmiyat rakhti hai. Ye Khushi ka mauqa us lamhay ki yaad dilata hai jab Maula Ali (A.S) ki wilayat ka elaan kiya gaya. 18 Zilhajj ko, Hijrat ke 10th year mein, Hazrat Muhammad ﷺ ne 70,000 se ziada followers kay saath Hajj ki adaigi ki. Wapsi kay safar mei Maqam-e-𝐆𝐡𝐚𝐝𝐞𝐞𝐫-𝐞-𝐊𝐡𝐮𝐦 kay maidan main rukei aur Ali IBNE ABU TALIB A.S ko mimber par bola kar unka hath buland kar kay khutba diya. Is khutbay mei apne elaan kiya kay; 𝗠𝘂𝗻 𝗞𝘂𝗻𝘁𝘂 𝗠𝗮𝘂𝗹𝗮, 𝗙𝗮 𝗛𝗮𝘇𝗮 𝗔𝗹𝗶𝘂𝗻 𝗠𝗮𝘂𝗹𝗮 “Jis Ka Main Maula, Uska Ali Maula” 𝐒𝐡𝐚𝐢𝐫-𝐞- 𝐊𝐡𝐮𝐝𝐚 𝐇𝐚𝐳𝐫𝐚𝐭 𝐀𝐥𝐢 𝐢𝐛𝐧 𝐀𝐛𝐢 𝐓𝐚𝐥𝐢𝐛 ko bara (12) imam mei sei pehla imam muntakhib kiya gaya. Ye din Nabuwat kay silsilay ka ikhtitaam aur Imamat kay silsilay ka aghaaz tha. Isdin dunya bhar kay Shia Muslims mukhtalif rasomaat aur Riwayat ki pasdaari krte howe 𝐄𝐢𝐝-𝐞-𝐆𝐡𝐚𝐝𝐞𝐞𝐫 baray josh-o-kharoosh sei manate hein. 𝐄𝐢𝐝-𝐞-𝐆𝐡𝐚𝐝𝐞𝐞𝐫 Iran, Iraq, Pakistan aur degar muslim mumalik main momineen du

Post image
❤️ 1
Image
Koyal
Koyal
6/13/2025, 5:04:42 AM

💔 𝗛𝗶𝗷𝗮𝗿 𝗦𝗲 𝗝𝗮𝗮𝗻 𝗖𝗵𝘂𝗿𝗮𝗼 – 𝗞𝗵𝘂𝘀𝗵𝗯𝗼𝗼 𝗟𝗮𝗴𝗵𝗮𝗿𝗶 𝗷𝗶 𝗱𝗶𝗹 𝗰𝗵𝗵𝗼𝗼 𝗷𝗮𝗻 𝘄𝗮𝗹𝗶 𝗮𝘄𝗮𝗮𝘇 𝘃𝗶𝗰𝗵 𝗷𝘂𝗱𝗮𝗮𝗶 𝗷𝗼 𝗱𝗮𝗿𝗱!! Har lafz mein ek dard hai, har sur mein ek kahani. Je tu bhi kabhi kisi hijar mein roya aa, taan ae naghma zaroor sun. 🎧 Full track available now on Koyal.pk 💬 Comment karein: Hijar ji sabni mein taqleefna yaad chha a

Video
Koyal
Koyal
6/13/2025, 4:52:31 AM

📖 𝐒𝐮𝐫𝐚𝐡 𝐄 𝐃𝐮𝐡𝐚 & 𝐒𝐮𝐫𝐚𝐡 𝐄 𝐈𝐤𝐡𝐥𝐚𝐬 – 𝐐𝐮𝐫𝐚𝐧𝐢 𝐫𝐨𝐨𝐡𝐚𝐧𝐢𝐲𝐚𝐭 𝐌𝐢𝐬𝐡𝐚𝐫𝐲 𝐇𝐮𝐬𝐬𝐞𝐧 𝐀𝐥𝐣𝐚𝐧𝐟𝐚𝐬𝐲 𝐝𝐢 𝐩𝐮𝐫-𝐧𝐨𝐨𝐫 𝐚𝐰𝐚𝐚𝐳 𝐯𝐢𝐜𝐡.. Har lafz ik rahat, har ayat ik rehmat! Inna surat'an da tilawat sukoon, umeed te yaqeen da paighaam hai. 🌙 🎧 Suno aur dil nu roshan karo – only on Koyal.pk 🤲 Dua karo, share karo, te Qurani paighaam nu agay wadhao.

Video
Link copied to clipboard!