QUR'AN WORD BY  WORD DAILY 1 AYATH
                                
                            
                            
                    
                                
                                
                                February 9, 2025 at 05:37 AM
                               
                            
                        
                            *Soorah 2 Al Baqarah*
Aayah 274 Word by Word 
ٱلَّذِينَ 
 The ones who  
Woh log jo 
يُنفِقُونَ 
They all  spend  
Woh sab Qharch karte hain 
أَمْوَٰلَهُم 
 their wealth  
Un sabka Maalon 
بِٱلَّيْلِ 
In the night  
Raat mein 
وَٱلنَّهَارِ 
 and the day  
Aur Din 
سِرًّا 
Discreetly 
Aahista se 
وَعَلَانِيَةً 
WA ALAANIYATAN 
Root Letters     ع   ل   ن 
and openly 
Aur Alaaniya tawr par 
اور علانیہ طور پر 
فَلَهُمْ 
 then for all of them  
Toh un sabke liye 
أَجْرُهُمْ 
their reward  
Un sabka in'aam 
عِندَ 
 with  
Paas 
رَبِّهِمْ 
 their Lord 
Un sabke Rabb 
وَلَا 
 and no  
Aur naa 
خَوْفٌ 
 fear  
Qhawf 
عَلَيْهِمْ 
 on all of them  
Un sab par 
وَلَا 
 and not  
Aur naa 
هُمْ 
 they all 
Woh sab 
يَحْزَنُونَ 
They all  will grieve 
Woh sab Ghamgeen honge 
*Soorah 2 Al Baqarah*
Aayah 274 
*اَلَّذِيۡنَ يُنۡفِقُوۡنَ اَمۡوَالَهُمۡ بِالَّيۡلِ وَالنَّهَارِ سِرًّا وَّعَلَانِيَةً فَلَهُمۡ اَجۡرُهُمۡ عِنۡدَ رَبِّهِمۡۚ وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُوۡنَ*
_*AL LAZEENA YUNFIQOONA AMWAALAHUM BILLAILI WAN NAHAARI SIRRAUW WA ALAANIYATAN FALAHUM AJRUHUM INDA RABBIHIM, WA LAA QHAWFUN ALAIHIM WA LAA HUM YAHZANOON.*_
*Those who spend their wealth in the way of Allaah SWT, in the night and the day, discreetly and openly, then for them, their reward is with their Lord. And there won't be any fear upon them, nor will they grieve on the Day of Resurrection.*
_*جو لوگ اپنا مال رات اور دن اور پوشیدہ اور ظاہر (راہ اللہ میں) خرچ کرتے رہتے ہیں ان کا صلہ پروردگار کے پاس ہے اور ان کو (قیامت کے دن) نہ کسی طرح کا خوف ہوگا اور نہ غم*_
_*Woh log jo Allaah SWT Ki Raah mein apne Maalon ko qharch karte hain, Raat mein aur Din mein, aahista se aur Alaaniya tawr par, toh unke liye unka in'aam unke Rabb ke paas hai, aur Qayaamat ke din, naa unpar koi Qhawf hoga aur naa hi woh Ghamgeen honge.*_
                        
                    
                    
                    
                    
                    
                                    
                                        
                                            ❤️
                                        
                                    
                                        
                                            👍
                                        
                                    
                                        
                                            🤍
                                        
                                    
                                    
                                        6