
QUR'AN WORD BY WORD DAILY 1 AYATH
1.2K subscribers
Similar Channels
Swipe to see more
Posts

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 87 Word by Word أُو۟لَٰٓئِكَ Those are the ones Yehi woh log hain جَزَآؤُهُمْ their recompense Un sabka Badlaa أَنَّ that indeed Yeh Ke beshak عَلَيْهِمْ on all of them Un sab par لَعْنَةَ Curse La'nat ٱللَّهِ Allaah وَٱلْمَلَٰٓئِكَةِ and the Angels Aur Farishtay وَٱلنَّاسِ and the people Aur logon أَجْمَعِينَ Altogether Sab ijtimaaee tawr par *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 87 *اُولٰٓئِكَ جَزَآؤُهُمۡ اَنَّ عَلَيۡهِمۡ لَعۡنَةَ اللّٰهِ وَالۡمَلٰٓئِكَةِ وَالنَّاسِ اَجۡمَعِيۡنَۙ* _*ULAAAIKA JAZAAAUHUM ANNA ALAIHIM LA'NAT ALLAAHI WAL MALAAAIKATI WAN NAASI AJMAEEN.*_ *Those are the ones whose recompense is that indeed on them is Curse of Allaah SWT, and the angels, and the people, altogether collectively.* _*ان لوگوں کی سزا یہ ہے کہ ان پر اللہ کی اور فرشتوں کی اور انسانوں کی سب کی لعنت ہو*_ _*Yehi woh log hain jinka Badlaa yeh hai ke beshak unpar Allaah SWT Ki aur Farishton ki aur logon ki La'nat hai, ijtimaaee tawr par.*_

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 89 Word by Word إِلَّا Except Siwaae ٱلَّذِينَ the ones who Un logon ke jinhone تَابُوا۟ All repented Sabne Tawbah kar lee مِنۢ from Ke بَعْدِ after Baad ذَٰلِكَ that us وَأَصْلَحُوا۟ and all reformed Aur sabne islaah kar lee فَإِنَّ Then indeed Toh beshak ٱللَّهَ Allaah غَفُورٌ All-Forgiving Qhoob Maghfirat farmaanay wale رَّحِيمٌ All-Merciful Qhoob Raham farmaanay wale *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 89 *اِلَّا الَّذِيۡنَ تَابُوۡا مِنۡۢ بَعۡدِ ذٰلِكَ وَاَصۡلَحُوۡا فَاِنَّ اللّٰهَ غَفُوۡرٌ رَّحِيۡمٌ* _*ILLAL LAZEENA TAABOO MIM BA'DI ZAALIKA WA ASLAHOO, FA'INN ALLAAHA GHAFOORUR RAHEEM.*_ *Except those who repented after that and reformed themselves. Then indeed Allaah SWT is All-Forgiving, All-Merciful.* _*ہاں جنہوں نے اس کے بعد توبہ کی اور اپنی حالت درست کر لی تو اللہ بخشنے والا مہربان ہے*_ _*Siwaae un logon ke jinhone uske baad Tawbah kar lee aur qhud ki Islaah kar lee, toh beshak Allaah SWT Qhoob Maghfirat Farmaanay wale, Qhoob Raham farmaanay wale hain.*_

https://chat.whatsapp.com/EhgFAw7daxXJBjKBCQNnT3 A'oodhu Billaahi minash-Shaytaanir-Rajeem Bismillahir Rahmaanir Raheem As-Salaamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakaatuhu 🌸 *GOOD NEWS! GOOD NEWS!* Alhamdulillah! Kya aap sab Dhul Hijjah ke in mubarak 10 dino ko aur bhi zyada behtareen, meaningful aur roohani banana chahte hain? To chaliye, hum milkar ek noorani safar par nikalte hain – Hamara pyara Nabi Muhammad (ﷺ) ki paidaish se lekar unki wafat tak ka safar, tafseelat ke saath, in shaa Allah! Rozana 2 lectures post kiye jayenge, jo aap apni sahulat ke mutabiq din bhar me kabhi bhi sun sakte hain ⏳⌛⏳⌛⏳⌛⏳⌛⏳ Darul Arqam Online Academy le kar aaya hai ek behtareen Certification Course of Seerat-un-Nabi (ﷺ) DA Seerah Team, aap sab ka khair maqdam karte hain is roohani safar mein *Ustaza Umm Sarah* President aur Founder of Darul Arqam Online Academy ke zariye. Seerat-un-Nabi(ﷺ) – ek khoobsurat course, jisme honge 18 lectures 📜 Yeh lectures asaan Urdu zaban mein honge, sirf Quran aur Sahih Ahadees par mabni authentic sources se. *Course Fee: Sirf 500 INR* Apna waqt is duniya aur aakhirah dono ke liye behtareen banaiye. Ilm ka yeh safar na sirf aapka dil roshan karega, balki Nabi (ﷺ) se mohabbat aur unki sunnat se lagao ko mazboot karega. Tafseelat ke liye zaroor rabta karein! *+91 83416 32964* BarakAllahu feekum!

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 91 Word by Word إِنَّ Indeed Beshak ٱلَّذِينَ the ones who Woh log jinhone كَفَرُوا۟ All have disbelieved Sabne inkaar kiya وَمَاتُوا۟ and all died Aur sab Mar gaye O وَهُمْ while they all Is haal mein ke woh sab كُفَّارٌ Disbelievers Inkaar karne wale فَلَن then never ever Toh Hargiz nahin يُقْبَلَ It will be accepted Woh Qubool kiya jaayega مِنْ from Se أَحَدِهِم anyone from among all of them Un sab mein se kisi ek مِّلْءُ MIL'U Root Letters م ل ا Full Bhar بھر ٱلْأَرْضِ Earth Zameen ذَهَبًا Gold Sonaa وَلَوِ and even if Aur Agar che ٱفْتَدَىٰ IFTADAA Root Letters ف د ي Redeems Fidyah de فدیہ دے بِهِ In it's exchange Uske badlay mein أُو۟لَٰٓئِكَ Those are the ones Yehi woh log hain لَهُمْ for all of them Un sabke liye عَذَابٌ A Torment Ek Azaab أَلِيمٌ Painful Dardnaak وَمَا and not Aur nahin لَهُم for all of them Un sabke liye مِّن From among Mein se نَّٰصِرِينَ All helpers Sab Madadgaaron *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 91 *اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا وَمَاتُوۡا وَهُمۡ كُفَّارٌ فَلَنۡ يُّقۡبَلَ مِنۡ اَحَدِهِمۡ مِّلۡءُ الۡاَرۡضِ ذَهَبًا وَّلَوِ افۡتَدٰى بِهٖ ؕ اُولٰٓئِكَ لَـهُمۡ عَذَابٌ اَلِـيۡمٌۙ وَّمَا لَـهُمۡ مِّــنۡ نّٰصِــرِيۡنَ* _*INNAL LAZEENA KAFAROO WA MAATOO WA HUM KUFFAARUN FALAIY YUQBALA MIN AHADIHIM MIL'UL ARDI ZAHABAUW WA LAW IFTADAA BIH, ULAAAIKA LAHUM AZAABUN ALEEMUW WA MAA LAHUM MIN NAASIREEN.*_ *Indeed those who have disbelieved, and died while they were disbelievers, then never ever will be accepted from anyone of them, earth full of gold, and even if he redeems, in it's exchange. Those are the ones for whom there's a painful torment and there won't be any helpers for them in the Hereafter.* _*Alhamdulillaah, Juz (Paarah) 3 has been completed*_ _*جو لوگ کافر ہوئے اور کفر ہی کی حالت میں مر گئے وہ اگر (نجات حاصل کرنی چاہیں اور) بدلے میں زمین بھر کر سونا دیں تو ہرگز قبول نہ کیا جائے گا ان لوگوں کو دکھ دینے والا عذاب ہو گا اور ان کی کوئی مدد نہیں کرے گا*_ _*Beshak woh log jinhone inkaar kiya aur Mar gaye is haal mein ke woh inkaar karne wale thay, toh Hargiz Qubool nahin kiya jaayega unmein se kisi ek se unke apne Bachaaw ke liye Zameen bhar Sonaa, aur Agar Che woh batawr fidyah de, uske badlay mein, yehi woh log hain jinke liye ek Dardnaak Azaab hai aur Aaqhirat mein unke liye koi madadgaar nahin honge.*_ *Alhamdulillaah, Juz (Paarah) 3 Mukammal ho gaya hai*

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 88 Word by Word خَٰلِدِينَ All will live forever Sab hamesha rahenge فِيهَا in it Usmein لَا Not Naa يُخَفَّفُ It will be lightened Woh Halkaa kiya jaayega عَنْهُمُ From all of them Un sab se ٱلْعَذَابُ the torment Azaab وَلَا and not Aur naa هُمْ they all Woh sab يُنظَرُونَ They all will be given respite Un sabko Muhlat dee jaayegi *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 88 *خٰلِدِيۡنَ فِيۡهَا ۚ لَا يُخَفَّفُ عَنۡهُمُ الۡعَذَابُ وَلَا هُمۡ يُنۡظَرُوۡنَۙ* _*QHAALIDEENA FEEHAA, LAA YUQHAFFAFU ANHUMUL AZAABU WA LAA HUM YUNZAROON.*_ *They will live forever in that curse. Neither the torment will be lightened from them, nor will they be given any respite.* _*ہمیشہ اس لعنت میں (گرفتار) رہیں گے ان سے نہ تو عذاب ہلکا کیا جائے گا اور نہ انہیں مہلت دی جائے گی*_ _*woh hamesha us la'nat mein rahenge, Naa hi unse Azaab Halkaa kiya jaayega aur Naa hi unhein koi Muhlat dee jaayegi.*_

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 92 Word by Word لَن Never ever Hargiz nahin تَنَالُوا۟ TANAALOO Root Letters ن ي ل you all will be able to reach Tum sab paunhaunch sakoge تم سب پہنچ سکو گے ٱلْبِرَّ the righteousness Naykee حَتَّىٰ until Jab tak naa تُنفِقُوا۟ you all spend Tum sab Qharch Karo مِمَّا from among what Usmein se jo تُحِبُّونَ you all like Tum sab pasand karte ho وَمَا And whatever Aur jo kuch تُنفِقُوا۟ you all will spend Tum sab Qharch Karoge مِن From among Mein se شَىْءٍ Anything Kisi cheez فَإِنَّ then indeed Toh beshak ٱللَّهَ Allaah بِهِ of it Usay عَلِيمٌ All-Knower Qhoob Jaannay wale *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 92 *لَنۡ تَنَالُوا الۡبِرَّ حَتّٰى تُنۡفِقُوۡا مِمَّا تُحِبُّوۡنَ ؕ وَمَا تُنۡفِقُوۡا مِنۡ شَىۡءٍ فَاِنَّ اللّٰهَ بِهٖ عَلِيۡمٌ* _*LAN TANAALUL BIRRA HATTAA TUNFIQOO MIMMAA TUHIBBOON, WA MAA TUNFIQOO MIN SHAI'IN FA'INN ALLAAHA BIHEE ALEEM.*_ *Never ever will you be able to reach the righteousness until you spend in the way of Allaah SWT from among that which you like ; and whatever you will spend from among anything, then indeed Allaah SWT is All-Knower of it.* _*(مومنو!) جب تک تم ان چیزوں میں سے جو تمھیں عزیز ہیں (راہِ اللہ میں) صرف نہ کرو گے کبھی نیکی حاصل نہ کر سکو گے اور جو چیز تم صرف کرو گے اللہ اس کو جانتا ہے*_ _*tum naykee ko Hargiz nahin paunhaunch sakoge jab tak ke tum Allaah SWT Ki Raah mein Qharch naa Karo usmein se jo tum pasand karte ho, aur jo kuch tum Qharch karoge kisi bhi cheez mein se, toh beshak Allaah SWT usay Qhoob Jaannay wale hain.*_

*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 90 Word by Word إِنَّ Indeed Beshak ٱلَّذِينَ the ones who Woh log jinhone كَفَرُوا۟ All have disbelieved Sabne inkaar kiya بَعْدَ after Baad إِيمَٰنِهِمْ their belief Un sabka Eimaan ثُمَّ then Phir ٱزْدَادُوا۟ IZDAADOO Root Letters ز ي د All increased Sab Badh gaye سب بڑھ گئے كُفْرًا disbelief inkaar لَّن never ever Hargiz nahin تُقْبَلَ TUQBALA Root Letters ق ب ل will be accepted Qubool kee jaayegi قبول کی جائے گی تَوْبَتُهُمْ TAWBATUHUM Root Letters ت و ب their repentance Un sabki Tawbah ان سب کی توبہ وَأُو۟لَٰٓئِكَ and those are the ones Aur yehi woh log hain هُمُ They all Wohi sab ٱلضَّآلُّونَ All the ones who chose to go astray sab Gumraahee Iqhtiyaar karne wale *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 90 *اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا بَعۡدَ اِيۡمَانِهِمۡ ثُمَّ ازۡدَادُوۡا كُفۡرًا لَّنۡ تُقۡبَلَ تَوۡبَتُهُمۡۚ وَاُولٰٓئِكَ هُمُ الضَّآلُّوۡنَ* _*INNAL LAZEENA KAFAROO BA'DA EIMAANIHIM SUMM AZDAADOO KUFRAL LAN TUQBALA TAWBATUHUM, WA ULAAAIKA HUMUD DAAALLOON.*_ *Indeed those who have disbelieved after their acceptance of Belief, then they went on increasing in their disbelief, their repentance will never ever be accepted. And those are the ones who chose to go astray.* _*جو لوگ ایمان لانے کے بعد کافر ہو گئے پھر کفر میں بڑھتے گئے ایسوں کی توبہ ہرگز قبول نہ ہوگی اور یہ لوگ گمراہ ہیں*_ _*Beshak woh log jinhone inkaar kiya unke Eimaan qubool kar lene ke baad, phir woh Badhtay chalay gaye apne inkaar mein, unki Tawbah Hargiz Qubool nahin kee jaayegi, aur yehi woh log hain Gumraahee Iqhtiyaar karne wale.*_