
QUR'AN WORD BY WORD DAILY 1 AYATH
February 23, 2025 at 06:26 AM
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 3 Word by Word
نَزَّلَ
Has revealed
Naazil farmaaee
عَلَيْكَ
Upon you
Aap par
ٱلْكِتَٰبَ
the Book
Kitaab
بِٱلْحَقِّ
With the truth
Haq ke saath
مُصَدِّقًا
confirming
Tasdeeq karne wali
لِّمَا
Of that
Uski jo
بَيْنَ
Between
Darmiyaan
يَدَيْهِ
It's hands
iske haathon
وَأَنزَلَ
and had revealed
Aur Naazil farmaaee thi
ٱلتَّوْرَىٰةَ
the Torah
Tawraat
وَٱلْإِنجِيلَ
and the Gospel
Aur Injeel
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 3
*نَزَّلَ عَلَيۡكَ الۡـكِتٰبَ بِالۡحَقِّ مُصَدِّقًا لِّمَا بَيۡنَ يَدَيۡهِ وَاَنۡزَلَ التَّوۡرٰٮةَ وَالۡاِنۡجِيۡلَۙ*
_*NAZZALA ALAIKAL KITAABA BILHAQQI MUSADDIQAL LIMAA BAINA YADAIHI WA ANZALAT TAWRAATA WAL INJEEL.*_
*Allaah SWT has revealed this book (Qur'aan) with the truthfulness upon you O Muhammad SAW, confirming that which is between it's hands (ie, confirming those Heavenly books which were revealed before Qur'aan). And Allaah SWT had revealed the Tawraat (Torah) and the Injeel (Gospel) too.*
_*اس نے (اے محمدﷺ) تم پر سچی کتاب نازل کی جو پہلی (آسمانی) کتابوں کی تصدیق کرتی ہے اور اسی نے تورات اور انجیل نازل کی*_
_*Allaah SWT ne Naazil farmaaee hai aap Rasoolullaah SAW par yeh kitaab (Qur'aan) Haq (Sachaaee) ke saath, jo Tasdeeq karne wali hai (Sachaaee bayaan karne wali hai) uski jo iske haathon ke darmiyaan hai (yaani, tasdeeq karne wali hai un Aasmaanee kitaabon ki jinhein Qur'aan se pehle naazil kiya gaya tha) aur Allaah SWT Hi ne Naazil farmaaee thi Tawraat aur Injeel.*_
❤️
🤍
3