
Al Falaah (الفلاح)
February 13, 2025 at 02:28 PM
Shaykh Abdul Qadīr al-Jilanī (رضي الله عنه) farmate hai:
*“"Laylat al-Barā’ah" (Shab-e-Bara'āt) ko "Mubārakah" (Barkat wali raat) kaha jata hai. Iski ek wajah yeh hai ke is raat me Allāh ﷻ ki rehmat, barkat, bhala'i, maafi aur maghfirat zameen ke logon par nazil hoti hai.”*
ومنها سمي ليلة البراءة مباركة لما فيها من نزول الرحمة والبركة والخير والعفو والغفران لأهل الأرض.
`[Al-Ghunya at-Talībeen 1/344]`
❤️
3