
Koyal
May 29, 2025 at 11:25 AM
๐๐ข๐ฅ ๐๐๐ฃ๐ฃ ๐๐๐๐ ๐๐ข ๐๐๐ฆ๐๐: ๐๐จ๐จ๐ก๐๐ง๐ข ๐๐๐๐๐ซ ๐๐ ๐๐๐ ๐ก๐๐ณ ๐๐ฎ๐ซ โ๐๐๐ฃ๐ฃ ๐๐ ๐๐๐ก๐ข๐ง๐ ๐๐ฒ๐โ ๐๐ข ๐๐๐๐๐
Muslim Ummah ne Zil Hajj ka istaqbaal kar liya hai, woh muqaddas mahina jisme Hajj aur Eid-ul-Adha jaise azeem ibadaat anjaam di jati hain.
Islamic calendar ka aakhri aur muqaddas mahina ๐ญ๐ถ๐น ๐๐ฎ๐ท๐ท ๐ญ๐ฐ๐ฐ๐ฒ ka aaghaz ho gaya hai. Yeh mahina na sirf Hajj kay farz rukun ka mahina hai, balkay duniya bhar kay Musalmanon kay liye roohani tajdeed ka moqa bhi hai. Is mahinay har saal lakhon Musalman '๐๐ฎ๐ถ๐๐๐น๐น๐ฎ๐ต ๐ฆ๐ต๐ฎ๐ฟ๐ถ๐ณ' ka rukh karte hain, aur duniya bhar kay Musalman ๐๐ถ๐ฑ-๐๐น-๐๐ฑ๐ต๐ฎ kay liye tayyariyan shuru karte hain.
๐ฃ๐ฟ๐ผ๐ฝ๐ต๐ฒ๐ ๐ ๐๐ต๐ฎ๐บ๐บ๐ฎ๐ฑ (๐ฃ๐ฒ๐ฎ๐ฐ๐ฒ ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐๐น๐ฒ๐๐๐ถ๐ป๐ด๐ ๐๐ฒ ๐จ๐ฝ๐ผ๐ป ๐๐ถ๐บ) ๐๐ฎ๐ถ๐ฑ: โ๐ง๐ต๐ฒ๐ฟ๐ฒ ๐ฎ๐ฟ๐ฒ ๐ป๐ผ ๐ฑ๐ฎ๐๐ ๐บ๐ผ๐ฟ๐ฒ ๐ฏ๐ฒ๐น๐ผ๐๐ฒ๐ฑ ๐๐ผ ๐๐น๐น๐ฎ๐ต ๐๐ต๐ฎ๐ ๐๐ฒ ๐ฏ๐ฒ ๐๐ผ๐ฟ๐๐ต๐ถ๐ฝ๐ฒ๐ฑ ๐ถ๐ป ๐๐ต๐ฒ๐บ ๐๐ต๐ฎ๐ป ๐๐ต๐ฒ ๐๐ฒ๐ป ๐ฑ๐ฎ๐๐ ๐ผ๐ณ ๐๐ต๐๐น ๐๐ถ๐ท๐ท๐ฎ๐ต. ๐๐ฎ๐ฐ๐ต ๐ฑ๐ฎ๐ ๐ผ๐ณ ๐ณ๐ฎ๐๐๐ถ๐ป๐ด ๐ถ๐ป ๐ถ๐ ๐ถ๐ ๐ฒ๐พ๐๐ถ๐๐ฎ๐น๐ฒ๐ป๐ ๐๐ผ ๐๐ต๐ฒ ๐ณ๐ฎ๐๐ ๐ผ๐ณ ๐ฎ๐ป ๐ฒ๐ป๐๐ถ๐ฟ๐ฒ ๐๐ฒ๐ฎ๐ฟ. ๐๐ป๐ฑ ๐ฒ๐ฎ๐ฐ๐ต ๐ป๐ถ๐ด๐ต๐ ๐๐๐ฎ๐ป๐ฑ๐ถ๐ป๐ด ๐ถ๐ป ๐ฝ๐ฟ๐ฎ๐๐ฒ๐ฟ ๐ถ๐ ๐ฒ๐พ๐๐ถ๐๐ฎ๐น๐ฒ๐ป๐ ๐๐ผ ๐๐๐ฎ๐ป๐ฑ๐ถ๐ป๐ด ๐ถ๐ป ๐ฝ๐ฟ๐ฎ๐๐ฒ๐ฟ ๐ผ๐ป ๐๐ต๐ฒ ๐ก๐ถ๐ด๐ต๐ ๐ผ๐ณ ๐ฃ๐ผ๐๐ฒ๐ฟ." (๐ง๐ถ๐ฟ๐บ๐ถ๐ฑ๐ต๐ถ)
Zil Hajj sirf eik Islami mahina nahi, balkay ye Sunnat-e-Ibrahimi (As) ki yad ko taza karta hai. Ye hamein yad dilata hai kay jab betay sei Muhabbat jesi azeem zaat ki qurbani kay liye Hazrat Ibrahim (AS) ready hogaye tw hmei chahiye kay hum apni natwaan jealousy or hasad ko bhi apnay pyaron kay agay qurbaan krein, unse muhabbat se galey milen, or Allah ki taraf se di gai ziyafat mein unhain bhi shamil krein. Raah-e-Khuda mein Janwar ki qurbaani hum detay hain, per rishtedaaron aur ahbaab ki kasheedgi ka tanassub Allah ki tarf se di gai usi janwar ki ziyafat se hota hai!
Is saal, Saudi Arabia ne Hajj kay liye intehai sakht intizaamaat kiye hain. Mataf, jahan Tawaf anjaam diya jata hai, ab 107,000 hujjaj ko har ghante accommodate karne ki salahiyat rakhta hai. Yeh intezam crowd management aur hujjaj ki sahulat kay liye kiya gaya hai. Is saal, Pakistan kay 1 Lakh sei zaidh hujjaj government aur private scheme kay tehat Hajj ada karenge.
Is paak moqay ki nisbat sei ๐๐ผ๐๐ฎ๐น par pur-asar aur dil chu lene wali naat โ๐๐ฎ๐ท๐ท ๐๐ฎ ๐ ๐ฎ๐ต๐ถ๐ป๐ฎ ๐๐๐ฎโ eik roohani taqreeb ka hissah ban chuki hai. Is naat mein sirf lafzon ki khubsurti nahi, balkay eik aisi daastan hai jo na sirf har Musalman kay dil ko Allah ki yaad sei roshan kar deti hai blkay hajj par janay ki aur Allah ka ghar dekhne ki tarap aur barha deti hai. Yeh kalam un jazbaat ka izhar hai jo har saal Hajj kay waqt tamam musalmano ki zubaan par hote hein.
Naat aur hamd kay zariye Koyal aaj kay digital daur mein roohaniyat ka pehlu zinda rakh raha hai. โโ๐๐ฎ๐ท๐ท ๐๐ฎ ๐ ๐ฎ๐ต๐ถ๐ป๐ฎ ๐๐๐ฎโ naat sun'ne kay liye abhi ๐๐ผ๐๐ฎ๐น app download karein, diye gae link par click
karein
https://koyal.pk/track/hajj-ka-mahina-aya-56967 aur is muqaddas mahinay ki barkaton sei mustafeed hon.
๐๐ผ๐๐ฎ๐น โ ๐๐ฎ๐ต๐ฎ๐ป ๐ฅ๐ผ๐ผ๐ต๐ฎ๐ป๐ถ ๐๐ฎ๐๐ฏ๐ฎ๐ฎ๐ ๐๐ผ ๐๐๐ฎ๐ฎ๐ ๐ ๐ถ๐น๐๐ถ ๐๐ฎ๐ถ.
