"Message Of Islam'' ,Quran or Hadees,
"Message Of Islam'' ,Quran or Hadees,
June 16, 2025 at 12:40 AM
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃 🌹 حدثنا يحيى بن يحيى التميمي ، اخبرنا ابو الاحوص ، عن اشعث ، عن ابيه ، عن مسروق ، عن عائشة ، قالت: " إن كان رسول الله صلى الله عليه وسلم ليحب التيمن في طهوره إذا تطهر، وفي ترجله إذا ترجل، وفي انتعاله إذا انتعل". 🌹 हज़रत आईशा र•अ से रिवायत है, उन्होंने कहा: रसूलुल्लाह ﷺ जब वुज़ू फ़रमाते तो वुज़ू में, जब आप कंघी करते तो कंघी करने में और जब आप जूता पहनते तो जूता पहनने में दाएं तरफ़ से आग़ाज़ (शुरुआत) करना पसंद फ़रमाते थे। 🌹 Hazrat aisha r.a se riwayat hai, unhon ne kaha: Rasoolullah ﷺ jab wazu farmate to wazu mein, jab aap kanghi karte to kanghi karne mein aur jab aap joota pehante to joota pehen ne mein dayen taraf se agaaz ( shuruat ) karna pasand farmate thay. 🌹 حضرت عائشہ ؓ سے روایت کی ، انہوں نے کہا : رسول اللہ ﷺ جب وضو فرماتے تو وضو میں ، جب آپ کنگھی کرتے تو کنگھی کرنے میں اور جب آپ جوتا پہنتے تو جوتا پہننے میں دائیں طرف سے آغاز کرنا پسند فرماتے تھے- 🌹 Hazrat A'isha r.a reported: The Messenger of Allah ﷺ loved to start from the right-hand side for performing ablution, for combing (the hair) and wearing the shoes. 📜 *Wazahat:* Nabi Kareem ﷺ ki sunnat mubarakah ye thi ke aap ﷺ har achhe aur paakeezah amal mein daayein jaanib ko tarjeeh dete thay. Aap ﷺ masjid mein daakhil hotay waqt, wudhu ke a’za dhotay waqt, namaz ke ikhtitam par salaam padhte waqt, khane peene, musafaha karne, doodh dohne, kapde pehen ne, surma lagane aur miswaak karne jaise kaamon mein hamesha daayein jaanib se aaghaz farmate thay. Is se hume yeh sabaq milta hai ke zindagi ke nek aur pasandeeda kaamon mein daayein taraf ko muqaddam rakhna sunnat-e-Nabawi ﷺ hai, aur hume bhi isi tareeqe ko ikhtiyar karna chahiye taa ke hamari zindagi Nabi Kareem ﷺ ki sunnat ke mutabiq ho jaye. 📚 _*Sahih Muslim: jild 1, Kitab At-Taharah 2, hadith no. 616/(INT.:268)*_ ●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~● 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Follow the "Message Of Islam'' ,Quran or Hadees, channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029VaHIk5W47Xe2TrHa820Z

Comments