"Message Of Islam'' ,Quran or Hadees,
"Message Of Islam'' ,Quran or Hadees,
June 18, 2025 at 12:32 AM
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃 🌺‏‏‏‏ أخْبَرَنا الحَسَنُ بْنُ سُفْيانَ قالَ حَدَّثَنا إبْراهِيمُ بْنُ يَعْقُوبَ الجَوْزَجانِيُّ حَدَّثَنا عَبْدُ الوَهّابِ بْنُ عَطاءٍ حَدَّثَنا مُحَمَّدُ بْنُ عَمْرٍو عَنْ أبِي سَلَمَةَ عَنْ أبِي هُرَيْرَةَ عَنِ النَّبِيِّ ﷺ يَرْوِي عَنْ رَبِّهِ جَلَّ وعَلا قالَ: «وعِزَّتِي لا أجْمَعُ عَلى عَبْدِي خَوْفَيْنِ وأمْنَيْنِ إذا خافَنِي فِي الدُّنْيا أمَّنْتُهُ يَوْمَ القِيامَةِ وإذا أمِنَنِي فِي الدُّنْيا أخفته يوم القيامة» 🌺 हज़रत अबु हुरैरा रज़ि अल्लाह अन्हो से रिवायत है वो बयान करते हैं कि मैंने नबी अकरम ﷺ को फ़रमाते हुए सुना कि अल्लाह तआला ने फ़रमाया: मुझे मेरी इज़्ज़त की क़सम मैं अपने बंदों में दो ख़ौफ़ और दो अमन इकट्ठे नहीं करूँगा। अगर वो मुझसे दुनिया में ख़ौफ़ रखेगा तो मैं उसे क़यामत के दिन अमन में रखूँगा और अगर दुनिया में वो मुझसे बे-ख़ौफ़ रहा, तो मैं उसे क़यामत के दिन ख़ौफ़ से दो-चार कर दूँगा। 🌺Hazrat Abu huraira razi Allah anho se rewayat hai woh bayan karte hain ke main ne nabi akram ﷺ ko farmatr hue suna ke Allah ta'ala ne farmaya: mujhe meri izzat ki qasam! main apne bando mein do khouf aur do aman ikathhe nahi karunga, agar woh mujh se duniya mein khouf rakhega to main usay qayamat ke din aman mein rakhunga aur agar duniya mein woh mujh se be-khouf raha, to main usay qayamat ke din khouf se dochar kar dunga. 🌺 حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے وہ بیان کرتے ہیں کہ میں نے نبی اکرم ﷺ کو فرماتے ہوئے سنا کہ اللہ تعالی نے فرمایا : مجھے میری عزت کی قسم! میں اپنے بندوں میں دو خوف اور دو امن اکٹھے نہیں کروں گا ۔ اگر وہ مجھ سے دنیا میں خوف رکھے گا تو میں اسے قیامت کے دن امن میں رکھوں گا اور اگر دنیا میں وہ مجھ سے بے خوف رہا ، تو میں اسے قیامت کے دن خوف سے دوچار کر دوں گا ۔ “ 🌺It is narrated from Hazrat Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that he said: I heard the Prophet ﷺ say that Allah Almighty said: "By My Honor! I will not combine two fears or two securities for My servant. If he fears Me in this world, I will grant him safety on the Day of Judgment. And if he feels secure from Me in this world, I will make him face fear on the Day of Judgment." 📜 *Wazahat:* Agar banda duniya mein Allah ka khauf dil mein rakhta hai, us ke ahkaam ki pabandi karta hai, gunahon se bachta hai aur hisaab ka darr us ke dil mein hota hai, to Allah Ta'ala qayamat ke din usay aman ata farmayega jahan har shakhs khauf aur ghabrahat mein mubtela hoga. Lekin agar koi banda duniya mein ghaflat, nafarmani aur be-khaufi ki zindagi guzare, jaise usay Allah ka koi khauf hi na ho, to qayamat ke din woh sakht khauf, zillat aur pakad ka shikaar hoga. Yeh hadees hume Allah ke khauf ke sath zindagi guzarne aur us ki nafarmani se bachne ki targheeb deti hai taake hum qayamat ke din us ke azaab se mehfooz reh saken. 📚 _*Sahih ibn hibban: hadees no. 640*_ *Grade hasan* ●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~● 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Follow the "Message Of Islam'' ,Quran or Hadees, channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029VaHIk5W47Xe2TrHa820Z

Comments