
Ummat-e-Nabi.com Official
May 27, 2025 at 02:56 AM
Sahih jawab hai : Option ( B )
✅ *Baal aur Nakhun Katna*
Zil-Hijjah ka Chand dekhne ke baad Qurbani ki Niyat rakhne wale ko Baal aur Nakhun Katne se mana farmaya hai.
Daleel :
Nabi (ﷺ) ka farmaan hai:
“Jab tum Zil-Hijjah ka chaand dekh lo aur tum mein se koyi shakhs Qurbani karne ka irada rakhta ho to woh apne Baalon aur nakhuno ko (na kaate) apne haal par rehne de.”
📕 Sahih Muslim: 1977
Source: https://ummat-e-nabi.com/islamic-quiz-228/
❤️
3