
تفسیر احسن البیان
June 15, 2025 at 11:38 PM
*❇ SURAH AL-BAQRAH ❇*
❖ أَعُوذُ بِاللّٰهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
💧وَقَالُوا۟ ٱتَّخَذَ ٱللَّهُ وَلَدًۭا ۗ سُبْحَٰنَهُۥ ۖ بَل لَّهُۥ مَا فِى ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ كُلٌّۭ لَّهُۥ قَٰنِتُونَ
_*🔹Yeh Kehtey Hain ke ALLAH TA'ALA ki Aulaad Hai, (Nahin Balkey) Woh Paak Hai Zameen wo Aasmaan ki Tamaam Makhlooq us ki Milkiyat Mein Hai aur Har Ek us ka Farmabardaar Hai.*_
🍁Aayat : 116
💧بَدِيعُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ ۖ وَإِذَا قَضَىٰٓ أَمْرًۭا فَإِنَّمَا يَقُولُ لَهُۥ كُن فَيَكُونُ
_*🔹Woh Zameen wo Aasmaan ka ibteda-an Paida karney wala Hai, Woh jis kaam ko karna Chahey, keh Deta Hai ke Ho ja, Bas Woh Wahin Ho jaata Hai.*_
🍁Aayat: 117