
Koyal
June 13, 2025 at 07:11 AM
๐๐ฎ๐ฆ๐ฆ๐ ๐๐ ๐๐ข๐ง ๐๐ฎ๐ซ ๐๐ฎ๐ซ๐จ๐จ๐ ๐๐ข ๐๐๐ซ๐ค๐๐ญ โ ๐๐ข๐ค ๐๐ฆ๐๐๐ง ๐๐๐ซ๐จ๐ณ ๐๐จ๐ก๐๐
Har Jumma, rehmaton aur barkaton ka eik naya moqa hota hai aur is din Durood Shareef ka parhna sabsei muqaddas amal hai. ๐๐จ๐ฒ๐๐ฅ ๐๐ฉ๐ฉ
is safar mein aapka digital dost ban gaya hai.
Islam mein Jumma ka din eik azeem fazilat wala din mana jata hai. Yeh woh waqt hai jab musalman duniya bhar mein ibadat aur zikr mein masroof hote hain, aur apne Rab ka qurb hasil karne kay liye khaas ibadat krte hain.
Abu Umamah Al-Bahili bayaan krte hain kay Muhammad (๏ทบ) ne farmaya:
โ๐๐ง๐๐ซ๐๐๐ฌ๐ ๐ญ๐ก๐ ๐ฌ๐๐ง๐๐ข๐ง๐ ๐จ๐ ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ฌ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐ฎ๐ฉ๐จ๐ง ๐ฆ๐ ๐จ๐ง ๐
๐ซ๐ข๐๐๐ฒ, ๐๐จ๐ซ ๐ญ๐ก๐ ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ฌ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐จ๐ ๐ฆ๐ฒ ๐๐จ๐ฅ๐ฅ๐จ๐ฐ๐๐ซ๐ฌ ๐๐ซ๐ ๐ฉ๐ซ๐๐ฌ๐๐ง๐ญ๐๐ ๐ญ๐จ ๐ฆ๐ ๐๐ฏ๐๐ซ๐ฒ ๐
๐ซ๐ข๐๐๐ฒ. ๐๐ก๐จ๐๐ฏ๐๐ซ ๐ฌ๐๐ง๐๐ฌ ๐ญ๐ก๐ ๐ฆ๐จ๐ฌ๐ญ ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ฌ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐ฎ๐ฉ๐จ๐ง ๐ฆ๐ ๐ข๐ฌ ๐ญ๐ก๐ ๐๐ฅ๐จ๐ฌ๐๐ฌ๐ญ ๐ญ๐จ ๐ฆ๐ ๐ข๐ง ๐ฌ๐ญ๐๐ญ๐ฎ๐ฌ.โ
Durood Shareef na sirf eik ibadat hai, balkay yeh Allah Taโala ka wo paighaam hai jo Quran mein bhi baray wazeh andaaz mein aya:
โ๐๐ง๐๐๐๐, ๐๐ฅ๐ฅ๐๐ก ๐ฌ๐ก๐จ๐ฐ๐๐ซ๐ฌ ๐๐ข๐ฌ ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ฌ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐ฎ๐ฉ๐จ๐ง ๐ญ๐ก๐ ๐๐ซ๐จ๐ฉ๐ก๐๐ญ, ๐๐ง๐ ๐๐ข๐ฌ ๐๐ง๐ ๐๐ฅ๐ฌ ๐ฉ๐ซ๐๐ฒ ๐๐จ๐ซ ๐ก๐ข๐ฆ. ๐ ๐๐๐ฅ๐ข๐๐ฏ๐๐ซ๐ฌ! ๐๐ง๐ฏ๐จ๐ค๐ ๐๐ฅ๐ฅ๐๐กโ๐ฌ ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ฌ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐ฎ๐ฉ๐จ๐ง ๐ก๐ข๐ฆ, ๐๐ง๐ ๐ฌ๐๐ฅ๐ฎ๐ญ๐ ๐ก๐ข๐ฆ ๐ฐ๐ข๐ญ๐ก ๐ฐ๐จ๐ซ๐ญ๐ก๐ฒ ๐ ๐ซ๐๐๐ญ๐ข๐ง๐ ๐ฌ ๐จ๐ ๐ฉ๐๐๐๐.โ (๐๐ฎ๐ซ๐๐ก ๐๐ฅ-๐๐ก๐ณ๐๐: ๐๐)
Jumma ka din woh waqt hai jab Musalmaano par Allah ki rehmat aur barkat ka nazool hota hai. Is din Durood Shareef ki qirat har dil mein sukoon daalti hai. Is amal kay zariye insan na sirf apne gunahon ki maafi ki dua karta hai, balkay apni qismat mein khair aur barakat bhi talab karta hai.
Jumma kay din eik qeemti ghari aati hai jisme ki har dua qubool hoti hai. Ghar ho ya masjid, tanha ho ya mehfil, Jumma kay din Durood 0 Salam ki awaaz har taraf goonj rhi hoti hai. Ye wo amal hai jo duniya mein sukoon aur aakhirat mein shafaat ka sabab ban sakta hai.
๐๐จ๐ฒ๐๐ฅ ๐๐ฉ๐ฉ par aap ๐๐ฎ๐ซ๐จ๐จ๐-๐-๐๐๐ซ๐๐ก๐ข๐ฆ๐ข ho ya ๐๐๐ฟ๐ผ๐ผ๐ฑ-๐ฒ-๐ง๐ฎ๐ท, sab kuch aapkay fingertips par mukhtalif Quraa aur mashhoor Naat Khuwan ki awazon mein sun saktay hain. Abhi ๐๐จ๐ฒ๐๐ฅ ๐๐ฉ๐ฉ
download karein aur diye gae link par click karein.
https://koyal.pk/track/durood-e-ibhrahimi-105407, https://koyal.pk/track/durood-shareef-119591, https://koyal.pk/track/durood-un-par-salam-un-par-61353
๐๐๐บ๐บ๐ฎ ๐ ๐๐ฏ๐ฎ๐ฟ๐ฎ๐ธ!
